Happy Durga Puja 2022 Facebook & Whatsapp Messages, Status, HD, Wallpapers, Images And Greetings

  Happy Durga Puja 2022

                   

           दुर्गा पूजा 2022             



Happy Durga Puja 2018 Facebook & Whatsapp Messages, Status, HD, Wallpapers, Images And Greetings

Durga Puja, Drga Puja Hinduwo dwara manane Jana Wala sabse bada parv hai. Durga Puja ek das dino Tak manane Jane Wala ek  dharmik teohar hai, jiske dooran Devi Durga ki Pooja ka samaroh Kiya jata hai. Durga Puja poore Bharat aur Bharat wasio ke liye ek mahatpoorn teohar hai. Yah ek parampragat avsar hai, Jo logo ko ek sath rehne ka, ek sath khusiya Mana ke avsar pradan karta hai. Yah ek parampragat avsar hai, Jo logo ko ek bhartiya Sanskriti aur riti me punah jodta hai.  Durga Puja me vibhin prakar ke riti riwajo, jaise  - upwas, dawat, Puja, aadi, ko poore das dino ke Pooja ke dauran vibin vibin dino me nibhaya jata hai. Durga Puja ke antim char dino me log murti wisarjan aur kanya poojan karte hai Jo ke saptami, astami, nawmi aur dasmi ke namo se Jana jata hai. Log das bhujao wale ser par sawar Devi maa ke poora shrada aur harshoullash se Pooja karte hai . Log is das dino me Durga maa ko man se yad karte hai aur unki poori shrada ke sath Pooja bhi karte hai.
               
Waise to Durga Puja sabhi jagaho me poore dhoom dham se manaya jata hai, par Kolkata ka Durga sabhi jagaho se kuch Jada hi famous hai. Kolkata me hi DurhD maa ki sabse bade murte bante hai aur jise dekhne ke liye poore Bharat se log aate hai.



Durga Puja Ki Kahani

Devi Durha ki yah kahania kafi Jada prachalit hai .


  • Yah Mana jata hai ki ek raakchas raja tha, jiska Nam Mahisasur tha. Mahisasur bahut hi bura or hinsa wadi raja tha or jiska sirf or sirf ek hi sapna that, poore duniya me Raj karna. Apne sapne ko pane ke liye Mahisasur bahut hi mehnet karne laga or bhagwan bhrama ki Puja karne laga taki bhagwan bhrama khus ho Jaye aur use amritwa ka wardan deed. Mahisasur ki mehnet or lagan dekh kar bhagwan bhrama khus bhi ho gaye or Mahisasur ko man chaha wardan bhi mange bole, par jaise hi mahiMahis ne bhagwan bhrama see amritwa ka wardan manga, tab bhagwan bhrama bole amritwa ka wardan to ni de sakte isliye Mahisasur tum kuch aur wardan mang love, tab Mahisasur ne apne budhi se bhagwan bhrama se ye war manga ki uska wadh na hi koi devta kar sake, aur na hi koi prani, na hi koi jiv or na hi jantu, aur bhagwan bhrama ne Mahisasur ko ye wardan de diya.                       
  • Wardan milte hi raakchas Mahisasur ne apna aantank failana suru kar diya. Yah mana jata hai ki ek bar raakchas Mahisasur ne swarg par Devi or Devtao par aakarman kar diya tha. Kyu ki Mahisasur ko bhagwan bhrama dawara wardan prapt ho gaya that, isliye Mahisasur ko koi devta mar ni sakta tha. Jab Mahisasur ka aatank Jada ho gaya, tab bhagwan Bhrama, Vishnu aur Shiv ke dawara ek aantarik Shakti ka nirman hua or jiska nam Durga kaha gaya. Unhe raakchas Mahisasur ko marne ke liye aantarik Shakti pradan ki gaye , aur kyu ki would na hi Dev the or na hi koi prani , would na hi koi jiv the or na hi koi jantu, isliye wo Mahisasur ka wadh kar sakte the. Aur anth me dasve din Devi Durga ne Mahisasur ka wadh kar diya aur yahe daso dino ko Dasharah or vijaydashmi ke rup me manaya jata hai, aur in hi das dino ko Durga Puja bhi bola jata hai.                               
  • Durga Puja ki dusre sabse prachalit kahane yah hai ki, Ramayan ke anusar bhagwan Ram ne Ravan ko marne ke liye Devi Durga se unka aashirvad prapt karne ke liye ek chandi Puja ki the, aur chandi puja ke daswe din hi bhagwan Ram ne Ravan ka wadh Kiya aur maa sita ke sath Aayodhya laut gaye the, tab se us din ko vijaydashmi kaha jata hai , aur isliye yah bola jata hai ki Durga Puja me burai par achae ki haesa Jeet hote hai, aur isi Karan se Duga Puja me Ravan ko jalaya bhi jata hai.      

Durga Puja ki aur bhi bahut sare kahanya prachalit hai.


Durga Puja ka Mahatao


          

Navratri ya Durga Puja ka teohar hum sabhi ke liye bahut hi Jada mahatao rakhta hai. Navratri ka arth nav rat hota hai or daswa din vijaydashmi ya Dushera ke nam se jana jata hai. Yah wah din hota hai his din Devi Durga ne raakchaso ke upar nav din or nav rat ke yudh ke bad Vijay prapti ki the or sabhi prakar ke burayeo ko nash Kiya tha. Logo dawara devi Durga ki Puri man or shrada ke sath Pooja ki jati hai taki unhe devi Durga ka aashirvad prapt ho. Devi Durga apne bhakto ko nakaraatmak urja or nakaraatmak wicharo ko hatane ke sath hi shantipoorn jevan dene me madat karte hai. Yah bhagwan Ram ki burae, Ravan ke upar jeet ke uplach me bhi manaya jata hai. Poore Bharat me sabhi log Durga Puja ko bahut hi dhoom dham ke sath manate hai. 

  Durga Puja Ki Vidhi 

  • Navratri me Durga Puja ka visesh mahatao hai. Waise aap kabhi bhi Durga Puja kar sakte hai. Subeh uth kar or asnan kar ke Durga Puja karne chahye. 
  • Durga Puja karne ke bad bhrahman or nao chote kanyao ko bhojan karana chahye. 
  • Apne bae hath ki hateli me jal le or dehne hath ki anamika aungli wa aas pass ke aungliya se nimn mantra bolte hue apne upar or Pooja samagri par jal chidke.          
  • Shrada bhakti ke sath ghee ka deepak jalaye. Deepak roll, aachat, pushp se poojan kare. 
  • Agarbati ya dhup jalaye.
  • Ab, maa Durga ka dhyan karte hue aur apne hath me aachat, pushp le kar Sri Jagdambae Durga Durgadevimawahyami mantra bolte hue Dura maa ka aahwahan kare. 
  • Aachat ya pushp maa Durga ki murti par arpit kar de. 
  • Ab, Durga maa ki murti ko jal, kache dudh or panchamrit ke asnan karwaye.  
  • Kumkum, aachat, pushp, aadi durDu maa ki murti par arpit kare. 
  • Dhup or diye jalaye. 
  • Mithaya aadi maa Durga par arpit kare. 
  • Maa Durga ki pratima ke samne Naryal arpit kare. 
  • Aachman ke liye jal arpit kare. 
  • Sri Durga chalisa ka path karen. 
  • Anth me maa Durga ki aarti kare. 
  • Puspanjali samarpit kare. 

Durga Puja Mantra 

  1. वन्दे वाञ्छितलाभायचन्द्रार्धकृतशेखराम्। वृषारुढां शूलधरां शैलपुत्रींयशस्विनीम्॥
  2. दधानाकरपद्माभ्यामक्षमालाकमण्डलू। देवी प्रसीदतु मयिब्रह्मचारिण्यनुत्तमा॥
  3. पिण्डज प्रवरारूढ़ाचण्डकोपास्त्रकैर्युता। प्रसीदम तनुते महयं चन्द्रघण्टेतिविश्रुता।।
  4. वन्दे वांछित कामार्थे चंद्रार्घ्कृतशेखराम, सिंहरुढ़ा अष्टभुजा कुष्मांडा यशस्वनिम.
  5. “सिंहासनगता नित्यंपद्माश्रितकरद्वया. शुभदास्तु सदा देवी स्कन्दमातायशस्विनी."
  6. स्वर्णाआज्ञा चक्र स्थितां षष्टम दुर्गात्रिनेत्राम्। वराभीत करां षगपदधरां कात्यायनसुतांभजामि॥
  7. करालवंदना धोरां मुक्तकेशीचतुर्भुजाम्। कालरात्रिं करालिंका दिव्यां विद्युतमालाविभूषिताम॥
  8. पूर्णन्दु निभां गौरी सोमचक्रस्थितांअष्टमं महागौरी त्रिनेत्राम्।
    वराभीतिकरां त्रिशूल डमरूधरां महागौरी भजेम्॥
  9. स्वर्णावर्णा निर्वाणचक्रस्थितां नवम्दुर्गा त्रिनेत्राम्।शखचक्रगदापदमधरां सिद्धीदात्रीभजेम्॥

Durga Puja Shaloka 

ॐ ज्ञानिनामपि चेतांसि देवी भगवती हि सा
बलादाकृष्य मोहाय महामाया प्रयच्छति ।।१।।
दुर्गे स्मृता हरसिभीतिमशेष जन्तो:
स्वस्थै: स्मृता मति मतीव शुभां ददासि
दारिद्र्य दु:ख भय हारिणि का त्वदन्या
सर्वोपकार करणाय सदार्द्र चित्ता ।।२।।
सर्व मङ्गल माङ्गल्ये शिवे सर्वार्थ साधिके
शरण्ये त्र्यम्बके गौरी नारायणि नमोऽस्तुते ।।३।।
शरणागत दीनार्त परित्राण परायणे
सर्वस्यार्ति हरे देवि नारायणि नमोऽस्तुते ।।४।।
सर्वस्वरूपे सर्वेशे सर्व शक्ति समन्विते
भयेभ्यस्त्राहि नो देवि दुर्गे देवि नमोऽस्तुते ।।५।।
रोगान शेषा नपहंसि तुष्टा
रुष्टा तु कामान् सकलान भीष्टान् ।
त्वामाश्रितानां न विपन् नराणां
त्वामाश्रिता ह्या श्रयतां प्रयान्ति ।।६।।
सर्वा बाधा प्रशमनं त्रैलोक्यस्याखिलेश्वरि
एकमेव त्वया कार्यमस्मद् वैरि विनाशनं ।।७।।
इति सप्तश्लोकी दुर्गास्तोत्र सम

Durga Puja Status

 

Saari raat Maa ke gunn gaayen.. Maa ka hi naam japen, Maa me hi kho jaayen.. Shubh Navratri!

Maadurga se vinti hai ki apke jeevan main sukh, samradhe, dhyan,yash pradaan kare. Happy Navratra. 

Saara Jahan Hain Jiski Sharan Me. Naman Hain us Maa Ke Charan Me, Aao Mil Kar Chadaaye Shrradha Ke phool. JAI MATA DI.. Happy Navratri.

जगत पालनहार है माँ, मुक्ति का धाम है माँ, हमारी भक्ति का आधार है माँ, सबकी रक्षा की अवतार है माँ, शुभ नवरात्री । 

देवी माँ के कदम आपके घर में आयें, आप ख़ुशी से नहायें, परेशानियाँ आपसे आँखें चुरायें, नवरात्रि की आपको ढेरों शुभ कामनाएं। शुभ नवरात्री । 

मां दुर्गे, माँ अंबे, माँ जगदांबे, माँ भवानी, माँ शीतला, माँ वैष्णाओ, माँ चंडी, माता रानी मेरी और आपकी मनोकामना पूरी करे.जय माता दी । 


Durga Puja Messages

Wishing colour, bliss and beauty to you this Durga Puja... 
Stay blessed!! 😊😊

Happy Durga Puja 2018 Facebook & Whatsapp Messages, Status, HD, Wallpapers, Images And Greetings


May Goddess Durga bless you with lots of prosperity, happiness, wealth and good fortune. May your Durga Puja be full of joy. 😊😊

May Maa Durga bestow
You and your family with 9 forms of blessings
Fame, Name, Wealth, Prosperity, Happiness,
Education, Health, Power and Commitment. 😊😊

Happy Durga Puja 2018 Facebook & Whatsapp Messages, Status, HD, Wallpapers, Images And Greetings


May Maa bless you with all the happiness in the world..
May you have the best Durga Puja ever.. 😊😊

जिंदगी की हर तमन्ना हो पूरी,
कोई भी आरजू ना रहे अधूरी,
करते हे हाथ जोड़कर माँ दुर्गा से बिनती
की आपकी हर मनोकामना हो पूरी
Happy Durga Puja Ashtami 😊😊

Happy Durga Puja 2018 Facebook & Whatsapp Messages, Status, HD, Wallpapers, Images And Greetings


Is Durga Puja par
Aapki zindagi khushiyon se bhari ho
Duniya ujalo se roshan ho,
Ghar par Maa Durga ka aagman ho.
Happy Durga Pooja 😊😊

N-Nav chetna
A-Akhand jyoti
V-Vighna nashak
R-Ratjageshwari
A-Anand dayi
T-Trikal darshi
R-Rakshan karti
A-Anandmoyi Maa 😊😊

Happy Durga Puja 2018 Facebook & Whatsapp Messages, Status, HD, Wallpapers, Images And Greetings

Post a Comment

0 Comments