How to Apply for PAN Card Online-Get PAN card at home quickly‎





Hello friends,
Main aaj aapko batane ja rha hu ki aap ghar baithe apna online PAN CARD kaise  bna sakte hai.

Agar aap chahte hai bina kisi ke help se apna PAN CARD banana to pure ARTICLES ko dhayan se padhe kyuki isse acha or aasan tarika aapko khi nhi milega.

DOCUMENTS:- 
 Sabse pahle main aapko batane ja rha hu ki PAN CARD apply krne  ke liye kya-kya Document aapke paas available hona chahiye.

                           (i)Aadhar card
                           (ii) Voter ID card

PAN CARD apply krne ke liye aapka Date of birth,Adress,and aapka whole detail hona chahiye jo ki Aadhar card or VoterID card me available rahta hai.


APPLY KAISE KARE:-

Aaiye  main ab aapko bta rha hu ki apply kaise kre:-
Apply krne ke liye Click Here   
website ko open kre jo ki PAN CARD apply krne ka official website hai or isse apply krne me aapko aasani bhi hogi.

STEP 1:-



Website ko open krne par aisa page khulega jisme aapko apna detail bharna pdega ,
isme aap apna details dhayan se bhare or complete hone ke baad SUBMIT pe click kre.


STEP 2:-




SUBMIT krne ke baad next page open hoga jisme aapko TOKEN NUMBER milega jiske dwara aap chahe to bad me bhi register krke apply kr skte hai.
is page ke open hone par aap continue with PAN Application Form pe click kare.



STEP:-3





Is page ko open krke aapapna AADHAR NUMBER or AADHAR NAME bhare .



Niche ke taraf scroll krke apna title,name or date or birth ko check kre
or phir apna gender select kre or apnne fathers or mother name kp bhare.




Father's name or mother's name bharne ke bad next buttom pe click kre.


STEP 4:-




Step 4 me sabse phle aapko source of income ko choose krna pdega , isme total 6 option milenge but aapko kisi ek ko choose krna hai,
Next aapko Adresss for communication me agar aap residence ka ya to fir office ka adresss dena chahte hai to kisi ek ko choose kre,
or fir aapko apna Adress details bharna pdega.





Niche ke taraf scroll krke agar aapko office ka adress bharna ho to aap office adress de skte hai,
iske bad aapko country code,pin code, or zip code  e.t.c kre alawa or sare points ko ache se bhare or next buttom pe click krein.

STEP 5




Step 5 me aapko AREA CODE, AO type, Range code ,AO No. e.t.c bharne hote hai aap ye sb bharne ke baad NEXT pe click kre.





isme aap apna place bhare or SUBMIT pe click kre .

STEP 6




Step 6 me aapko apna scan IMAGE or scan SIGNATURE upload krna pdega .
or uplaoad krne ke baad aap apna personal detail dhayan se chek krne ke SUBMIT kre.



STEP 7




Apna sb detail bharne ke baad ab aapko payment krna pdega, aap apne DEBIT card se online payment kr skte hai.

payment krne ke baad aap PAY CONFIRM pe click kre or uske baad aapka PAN CARD APPLY SUCCESSFUL ho jayega ,
or aapko pdf me recieving milega jiske acknowlegent number apne PAN CARD ka status check kr skte.


Appko kaisa laga ye post aapna comment jaroor kare aur share karna na bhule :P Jise ki har koi aasani se aapna PAN bana sake.
Thank You :) 

Post a Comment

0 Comments