DigiLocker Kay Hai Kaise Use Kare [ Hindi me Sari Jankari ]

digit-locker-Ki-Jankari-Hindi

Digilocker Kay hai or kaise use kare 


Ab aapko aapke document sath main leke ghumane ki jarur nahi kyu ki bharat sarkar ne launch kiya hai Digitlocker 
Usmain aap apne Personal document and passport  birth certificate school certificate ration card  jaise document ko online store kar sakte ho

DigiT locker Her wo Insan ke liye hai  jiske pass aadhar card hai kyuki digit locker  kholne ke liye aapko Aadhar card ki jarur padegi


Digit locker pe aapko id banani hogi
Or id banane ke liye aadhar card hona jaruri hai.

Is suvidha ka khas bat  ye hai ki ek bar aapne document upload karne ke bad  aapko apane certificate sath leke ghumne ki jarur nahi bas  aapko digit locker ka  link hi kafi hai

Digit locker ka deta safe rahenga aisa sarkar ka kahana hai
Kyuki Deta ViDesh ke sever pe nahi rakha  jayenga.

Sefety ke liye aadhar card main diye gaye mobile number pe OTP ( one time password ) ayenga jab aap digit loker open karenge tab aapko OTP dalna hoga OTP dalne ke bad hii aapka digit loker  account open hoga 

Ye post bhi padhe
Phishing Kay hai phishing se kaise bach



Account Kaise Banaye DigiLocker me


Digit locker pe  account banane ke liye sabse pahele aap digit locker ki website pe jaye ( click here )

Ab digitLocker ki website pe Jane ke bad apna aadhar card number dalkar register kare uske bad apke mobile pe Otp ayenga use dale or registration complete kare

Uske bad aapke samne ek dashboard hoga us main aap apne documents ki copy sacan karke upload kare sath hi koi jaruri documents yaha save kar sakte hai

Login Kaise Kare DigiLocker me


Ek bar registration complete hone ke bad aapko username & password banane ke kaha jata hai aap us se aaram se login kar sakte hai ya aap public computer use kar rahe hai to aap Aadhar otp se login kar sakte hai

Ye post bhi padhe

Paytm Kay hai Paytm se Ghar baithe recharge kaise kare

Aadhar card kaise download kare online

Lastpoint

Friends ek bar jarur digit locker use kare kyuki bahut kam ka hai agar kahi bahar gaye hai or aapko documents ki jarur padti hai to aap digit locker ki madad se documents use kar sakte hai...

Thank you

I hope ki aapko ye post pasand aya hoga hame comment karke jarur bataye ki post kaisa hai..

Share to your friends

Tag:- digit locker, Kay hai digit locker, what is digit locker, kaise use kare digit locker, 

Post a Comment

0 Comments