Battery saver app for android free download

Best battery saver app

Hello friends .. 
 Aaj kal sabhi log Mobail ki battery jaldi khatam hone se paresan hai.. 
Mobail me internet ham thoda use karte hai but jab hum 1 hour net chalate hai or use band karte hai tab hamra kam kam 100 ya 150 mb net cut jata  hai bina download kiya Facebook , WhatsApp. Uses main ..

But hame ye Pata Nahi hota ki ham Facebook , WhatsApp to use karte hai us time dusri extra apps bhi RUnning hoti jis  se hamara Deta bhi extra katata hai..
Or battery bhi jaldi khatam ho jati hai .

To Firends main aaj aapke liye ek aisi app laya hu jis battery & Deta dono save honge..

App kis tarah kam karta hai

App kam kis tarah karta hai ..
Aapne upar battery saver ke bare me padha to apke man .me saval uthenga ki app kam kis tarah se karta hai..

Is app main aap jab app ko open karonge tab aapko magic ball ka options aapko milanga ye option aapko apne Mobail ki display ke side main dikhenga jab 4-5 apps running honge  tab bas  aapko us pe click karna app automatic force stop ho jayenga ...

Setting main se force stop ho jayengi


Kaise kare 

Step#1:- sabse pahele Shut app download kare 

Stel#2:- app ko download karne ke bad app ko open kare..

Step#3:-Ab aap app ko open karonge tab aapko below image jaisa dikhenga..

Battery save kare aisa app- battery bachao app - battery kaise bacbaye android ki



Ab aap ko image main dikhai de raha shut  pe click karonge to  aapke Mobail me Jo apps running hai WO stop ho jayengi

Ab aapko Jo left side main upar Jo tir ka icon banaya hai us pe click karke. Magic ball pe click karna hai..

Or awake kar dena hai...

Awake kar dene se aapke Mobail  main display pe right side main ek chota sa magic ball dikhai dega use se aap direct bina shut app khole running apps ko force stop kar sakte ho..

Is app se aapko bahut hii fayde honge ..

1:- Deta save 
2:- bettry save ..

Aise bahut fayde honge to friends app ko download karo and enjoy.
.

Friends is app ko main last 4 month se use kar raha hu best app bettry saver app..

Jab aap apna Mobail apne pocket main rakhte ya use nahi karte tab shut app ki madad se apps ko force stop karde ..

Aapke Mobail ki battery 100% save hogi..


Ummid karta hu ki aapko hmari ye post bhi pasand ayi hogi..
Hame comment karke jarur bataye ki hamri ye post aapko kaisi lagi..

Or apane dosto ke sath share karana na bhule ...

Thank you...


Tag :-
battery saver app for android free download, best battery saver app free download for android , android bettey saver app 

Post a Comment

0 Comments