Computer main USB port disable / enable kaise kare.

Hello friends .....
Welcome to Abjanehindime.
Abjanehindime
Computer main USB disable / lock kaise kare Ab Jane Hindi me..

Friends main aaj aapko ek aisi trick bata raha hu jis se aap apne computer main USB disable/lock kar sakte ho

Dosto aaj kal Deta transfer karne ke liye USB ka sabse jayada upyog hota hai..
Aaj ke samy main hum USB se adhik kam karte hai  modem se internet connect karne ke liye, pen drive,Deta transfer karna mouse key bord printer ye Sab hum USB se connect karte hai..

Lekin aaj ke samay kisi bhi computer se USB ki madad se deta churaya ja sakta hai.aapko Pata bhi nahi chalenga ki aapke computer se Deta churaya hai.kyuki kuch hi minute main aapke computer main se Deta chura sakta hai..

Ya fir aapke computer ko nukasan pahochane ke liye WO USB ke madad se aapke computer main virus bhi dal sakta hai...

Chaliye friends jante hai ki kaise USB disable /lock kaise kare....

1:- apne computer ko on kare tab delete key press kar kar kare
Ab aapke samne BIOS setting khulenge ...

Ab right key press karke advance setting main jaye...

Ab aapko 7-8 option dikhenge..
Us main se aapko

USB configuration
Pe click Karna hai..hai

Ab aapke samne 2 option ayenga.

All USB devices

Pe click karna hai or enable ki jagah pe disable select karna hai ..

Ab f4  key dabaye save ho jayenga.

Ab aapka USB port disable ho jayenga...

How to enable USB port..

Upar jaise settings hai waise hi kare Jo aapne disable kiya us enable karde ..
Or f4 Daba kar save ...karde...

Note:- ye trick aap apne risk pe use kar sakte ho is se koi problems aati hai to Abjanehindime jimmedar nahi hai..

Ye only education ke liye hai

To friends kaisi lagi ye post hame comment main bataye..

Thank you..

Tag:- how to disable USB port,how to enable USB port,USB port lock kaise kare, USB lock kaise kare ,

Post a Comment

0 Comments