Apne image ka sticker kaise banaye..
Friends aaj main aapke liye ek magic trick laya hu jis se aap apne friends ko apne image ka sticker bana kar send kar sakte ho..
Aaj kal Facebook whats app social media par selfi ka craze bahut hi badh gaya log alag alag tarah selfi upload karte hai.. To friends aap bhi kuch hatke upload kar sakte hai.. Apne image ka sticker bana kar ..
Chaliye friends jante hai ki kaise banaye apne image ka sticker.
How to make a sticker hindi
Sabse Pahele aap bobble app play store se download kare...
Ab aap app ko open. Kare..
App ko open karne ke bad let's boble pe click kare..
Ab aapke samne camera on hoga waha se aap selfi le ya gallery main se image selecte kare..
Image select karne ke bad image ko crop kare..
Male ya female select kare..
Esy position select kare ..
Ab image sacn hoga & creating bobble .
Ab aapke samne 3 image dikhenga us main se ek select kare..
Ab image edit ka option ayenga..
Ab image ko darg karke set kare.
Ab. Sticker pe click kare or chose kare sticker ko ..or apne friends ke sath share kare ya gallery main save kare...
Bas ab aapka kam ho gya aap is tarh se apane image ka sticker bana sakte hai......
Bas ab aapka kam ho gya aap is tarh se apane image ka sticker bana sakte hai......
Friends kaisi lagi ye post hame comment main jarur bataye....
Thank you..
Tag :- sticker kaise banaye, image ka sticker kaise banaye, bobble,
2 Comments
Nice post
ReplyDeleteThNk you Newtechnic ..
Delete• अगर आप इस पोस्ट के बारे में कुछ कहेंगे या कोई सवाल कमेंट में करेंगे तो हमें बहुत ख़ुशी होगी
• गलत शब्दों का प्रयोग न करे वरना आपका कमेंट पब्लिश नहीं किया जायेगा